0


Free .TK domain kaise set krte apne blog pe

Dosto aajka topic ye he ke Free .tk domain kaise set karte apne blog pe


:*Android Phone Se earning per day RS-100*


Domain Kiya he?
Dosto Domain aik online website ka pehchan hota he, jaise ke computer ka aik IP adress hota he us tarah har blog ka IP adress hota he,Or dosto Q ke ham IP adress yaad ni krte uske jaga haam Domain USE krte hn, example:- www.domaindemo.tk

.TK domain set karna

Sapse pehle aap is website pe jaye
:Click Here For .TK Domain*

Upar Link pe click karein wahan upar LOGIN ka option he wah.,an login karein, 
Wahan pe aap Facebook,gmail,Microsoft Account Login Krskte hn,

:*Apne Page Ko Aik Click Se 5000 Friends Ko invite karna Android Phone se*

uspe login krne ke baad apko aik nee Page pe le jaye ga uska name Freenomhe
Wahan Pe Find Your Domain Option Pe click karein,or jis tarah .tk domain chahiye usko select krke search karein or domain name likhein Check Button pe click karein.


Uske Baad Jo domain aapne search ki or wo availble he to usko Get It Now pe click karein

:*5000 fb friends ko 1 click se group add karna*


Ab wahan checkout pe click karein,
,iska mtlb aap domain free me liyahe, or aap ye na soochy ye Paid he, Wo Bilkol Paid Ni he FREE domain he .tk

Ab Joo Page Aye Ga Usme Period 12 month ko select karein ke aap ka free domain 1 years tak use ho, or dosto 1 years poora hone se pehle aap apna domain renew karein

Abhi Jo page open hoga wahan pe dekhein I have read and agree to the terms & conditions wahan pe tick karein or CheckOut Order karein iska mtlb aap inka rules pe Qayem ho


:*100k likes page sirf 14 days me bnana*


Top Levels Pe My Domains pe click karein

Ab Jo page aye ga wahan pe Right side pe Manage Domains Ke Upar Click Karein

Manage Domain Pe cllick karne ke baad aik new page open hoga wahan pe Manage Freenom DNS 


Ke upar click karein or pics dekhin yahan
Ab Aap Apne Blogger Pe Jayen, wahan Setting pe jayen, Apke Blog pe Setting pe ye hoga Set Up Third Party URL for your blog pe click karein aik new page open hoga


:*Disable/Blocked account ke liye idebtity cards bnana andtoid phpne se*


Abhi Aap kuch dair pehle dekha tha Dot.tk domain aapne BUY ki us .TK wala apna domain ko WWW ke sath apne blogger pe dalo OR Save kro jaise ke Picture pe apko dekhaya

Is Picture pe apko waazih dekhayi de raha WWW or uske saath ghs.google.com likha howa he, uske niche Jo Under Line He Un Dono Ko Aapne Copy krke apne sath rakhna he jaise picture pe dekhein


Ab Aap Freenom Site Pe Jaye jahan aapne domain buy krke rakha he

Apne Domain pe jaakr DNS set karna hoga

:*Verofied Account Bnana sirf 1 hours me*

Aap ne jo COPY ki Bs Unko Past karna.
Apne domain pe jakr Manage DNS pe jaye wahan pe Add Records Pe Click karein uske baad More Records pe click karein.

1st:- pe aap Type Me se select karein CHAME records Ko → Host Ke liye select karein WWW ko past kro or →IP adress me ghs.google.com isko select karein
2nd:- More Records pe click karein, CHAME records ko select karein → wahan Host selct karein, Me Upar Apko Bola Tha Ke Copy Karein usko in Box pe dalna jaise upar bataya usi tareeky se past karna
step 3:- Abhi ap >More Records par click karke A Record select kare → abhi Host Name par apke tk domain ko likhiye www nehi likhna hoga → Abhi IP Address par 216.239.36.21 OR 216.239.38.21 koi bhi ek ko likhiye. Abhi More Records par click karke Save button par click kare. Niche screenshot dekhiye.

Abhi aap setting option se Basic Par Click karein orSetup 3rd party URL for yoir blog pe click karein, or Aap ne jo .tk domain liya ho usko BOx pe daal kr Save Button pe click karein

Ab Edit Button pr click krke Redirect ko Tick krke save karein, Isliye Tick ki Q ke WWW ke begair b USE ho skay

Dosto Trick yehi aakr END hogaya he or mazeed new infomations ke liye hame Follow karein_

Facebook

Twitter

Instagram

Agr Apko Pasand aya Share+Comments karein :-D

Post a Comment

Thanks For Your Comments :-D

 
Top