Ji han dosto agr aap website banate ho to aap sapse pehle iske baary ziyada infomartion hasil kro,then website banaw,or website bnane ka Maqsad kiya hoga,Paise kamana ya sirf wese bnana,
agr website banaw to ziyada se ziyada infortmation hasil kro,
Website se kaise paise kamate?
•Website se paise kamana bohot asaan he Q ke aap jab website banate ho to aapke Blog pe AdSense ka option jab enable hota to aap AdSense ko try krte,
jb apka adSense Account Approved hoga to aap asaani se paise kama skte,
Website bnane se pehle kiya kiya zarurat hota?
Website bnane se pehle aapke pas sirf "2" cheez zarurat hota he,
Ab aap apna post ka Title Or Post ko ache tareeke se likho,
Post ko likh kr usko publish kro jaise pictute pe he
Apka Website Succesful hogaya he
ab aap apne website ko check krne ke liye View Blog pe click karein
Bs apka website ban gaya he
Ab apko krna ye ke Koy B acha sa SEO responsive Tamplate Download kro Usko Aap Blog pe Upload Kro Us Tamplate ki wajah se apka Blog Ka Looking Acha Hoga
Helpful Post :)
ReplyDelete:) Thnks
ReplyDelete